ANDROID APPS SE SEO RANK CHEACK KARE

ANDROID PHONE SE KARE SEO RANK CHEACK

Aaj ki post me aapko hum batane ja rahe hai kaise aap apne android mobile ki madat se aapne site ka seo score check kar sakte hai wo bhi free me to chaliye dosto suru karte hai.


Sabse phale aapka ek appliction dwonload karni hai jiska name hai seo check iss ap ka link mane post me de diya hai aap waha se iss apps ko dwonload kar le

SEO CHECK APPS DWONLOAD

Jab aap is app ko dwonload kar le aap aap is apps ko open kar de open karne ke baad aapko isme aapni web site ka url daalna hai url daalne baad aap analysis pe click kar de.

ANDROID PHONE SE KARE SEO RANK CHEACK



Url daalne baad aapki site ka saara daata dekhjayega aab aap aapne site ka seo rank check kar sakte hai aur saath me dekh bhi sakte hai ki aapki site me kis me sudhar karne ki jarurat hai.
To dosto is tarh aap simply tarike se aapne site ka seo rank check kar sakte hai.

get paid apps for free on play store no root hindi me

Play Store Apps Free Me Download Kare

Dosto aap logu ne aaksar dekha hoga ki play store me bhut saare apps hote hai koi free to bhut saare paid bhi hote hai jinko hum bina kharede dwonload nhi kar sakte hai lakin dosto aaj ki post dekhane ke baad aap paid apps ko badi aasaani se Play store apps free download kar uska usse bhi kar sakte hai to dosto suru karte hai.

Play store apps free me download kare

download paid apps for free android market


STEP1: To dosto sabse phale hume apne android phone me ek apps install karna hai jiska name hai Blackmart ye apps play store ka black store hai jaha se hum play store ki saari paid apps ko free download kar sakte hai iss apps ka link mane niche pe diya hai aap waha se badi aasaani se dwonload kar sakte hai.

Blackmart app dwonload kare

STEP2: To sabse phale aap black mart ko install kar open kar le aab aapko serch option dikhayi dega aab aap waha par play store ka paid apps serch kar le jiss paid apps ko aap dwonload karna chahte hai.


STEP3: Aab aap ko paid apps dikh jayega aab aap simpaly install pe click kar de.



Aab play store paid free me dwonload ho jayega to dosto iss tarh aap kissi bhi paid apps ko free me dwonload kar sakte hai wo bhi badi aasaani se.

Read More -
                         

1 Click karke 200 missed call  Kar dosto ko chokka de


1 click me 999 misd call kare

Indiaallhelp me aapka sawagat hai aaj me aapko kuch aisi tips bataunga jisse aap 1 click me 999 misd call kar aapne frinds logu ko chokaa sakte hai aur unse full mza le sakte hai to dosto aaj ki trick suru karte hai.

1 click me 999 misd call kise kare

1 click me 999 misd call  kise kare

Sabse phale aapko apne android phone me ek apps download karna hai jiska name hai Tak zang aap is apps ko niche diye gaye link se download kar sakte hai.

Tak zank apps download kane ke liye click kare

Step1: Apps ko install kar open kare aur start pe click kar de.



Step2: Start pe click karne ke baad aapko choose your victim dikhega isme aapko number dalana hai jisme me aapko misd call dena hai uska number daal de.

Step3: Fir aapko ek aur option dekhega missed calls number issme aap jitne  misd call dena chahte hai utne number issme aap daal de isme aap 1 se leker 999 misd call tak kar sakte hai aapko option me aapko misd call duration set karna hai mtlb aap kitni der tak misd call karna chahte hai.jaise ki aap 5 second karenge to  5 second tak call jayegi fir automatically cut jaayegi.


Step4: Aap sabhi setting karne ke baad aap simply stop process touch here or turn the screen off pe click kar de.aab aapka call automatically lagna start ho jayega.

To dosto aap bhi iss tarh misd call ganrate kar aapne dosto ko choka sakte hai.

Queency Vpn se Free Me Unlimited Internet Chalaye 2017

Dosto aaj me aapke liye queency vpn se free me Unlimited Internet kaise chalate hai tricks lake aaya hu jisse aap bina data pack ke apne android mobile me freenet ka use kar paayenge wo bhi free me to dosto suru karte hai.
queency vpn se free me unlimited internet chalaye 2017
indiaallhelp.tk

100% unlimited internet kaise chalaye


Airtel me unlimeted internet chalane ke liye jaruri Requirement

* Android mobile 

* Airtel sim 0 blance

Note - free net ka use karne ke liye aapka balance aur data pack 0 hona chahiye nhi to aapka balance cut sakta hai to dhayn rakhe.
Step1: To sabse phale dosto aapko ek apps download karni padegi jiska name hai Queency vpn iss apps ko uper diye gye link se sidhe download kar sakte hai. 

Step2: Apps ko download karne ke baad iss ko open kar aapne android me install kar le
Install karne ke bad aap apne mobile ka Internet data on kar le.

Step3: Queency vpn ko open karne ke baad aapko kuch iss tarh ki setting dikhayi degi aap photo me dekh sakte hai.

Step4: Sabse phale aap remove port me click kar le Fir aap proxy type pe click kar ke isko real host kar de.

Step5: Fir aapko proxy server me humari di gyi Unlimeted proxy add karni hai.

* one.airtel.in

           ya

* buddies.airtelmoney.in

queency vpn se free internet























Step6: Uske baad aap ko kuch nhi karna aapko save kar dena hai Save karne ke baad aapki screen ek me ek pop up show hoga aap whole tunnel me ok kar de.

queency vpn se free internet airtel me























Step7: Aab vpn me connecting start ho jayega aur fir kuch der me connected Ho jayega.

























aab aap airtel me queency vpn se Unlimited Internet chala sakte hai.

Best Android Apps Se Iikhe Blog Post 2017

To dosto aajki post un logu ke liye hai jo mobile se blog post likh kar paise kamana chahte hai to aaj hum aapko batayenge ki kaise aapne android smart phone se hum aapne blog ke liye post likh sakte hai.

Best android apps se likhe blog post 2017
indiaallhelp.tk

Android smart phone se blog post likhe


Step1: Sabse phale aapko ek apps dwonload karna hai jiska name hai blogger apps


Blogger apps dwonload karne ke liye click kare


Step2: Dwonload karne ke baad kuch is tarh se dikhayi dega aab aap isme aapna pura post likhne ke baad uper done me click kar de.




















Step3: Post likhane ke baad aapko apne post ke liye photo select karni hai jiss topic me aap blog post likh rahe hai.




Step4: Photo daalne ke baad aab apne post ka label isme add kare.





















Step5: Post pura hone ke baad aap simply publish pe click kar de.

























To dosto is tarh android apps ki madat se har koi to dosto iss tarh aap bhi aapne android smart phone se aapne blog ke liye badi aasaani se post likh sakte hai.

Also read

GHAR SE PAISE KAMANE KE BHAROSE MAAND TARIKE 217

Khoye Phone Ko Diseble Kare 2 Mint Me

Khoye Phone Ko Diseble Kare 

Khoye huye phone ko diseble karne ke liye kya kare
indiaallhelp.tk

Khoye Phone ko diseble kaise kare

Also Read Apne phone ka permanent data chutki me kare delete


Step1: Jab bhi aap naya mobile kharede to aap us phone ka serial number jarur note kar le kuki iski aawasaykata aapko kbhi bhi pad sakti hai.

Step2: Aapna mobile ka serial no jaane ke liye phone me *#06# dail kare aab aake phone ka serial number aapko dikh jayega nahi to aap aapne phone ke box se bhi serial number le sakte hai.

Step3: Ab aap isko note kar le jab kabhi bhi aapka phone kho jaaye to aap is number ki madat se aapna phone diseble kar sakte hai.

Step4: Sabse phale aap costumer care ko call kar phone khone ki report de fir siril number maagne par apne phone ka serial number de fir kuch mint me aapka phone diseble ho jayega.

Step4: Isse khoya hua mobile to nhi milega lakin aapke phone ka koi bhi galat istemaal nhi kar paayega aur aapko sara data bhi save rahega  to iss tarh se aap aapne khoye phone ko disable kar sakte hai.

Read This  
Android best browser 2017

Apne Phone Ka Permanent Data Chutki Me Kare Delete

Apne phone ka parmanent data delete kare

Smart phone se data delete karne ke bhut  tarike hai jo aapne use bhi kiye honge lakin kya aapko pta hai  phone se file delete ya phone reset jaise tarike apnane se jo aapka parmanaet data hota hai wo delete nhi  ho pata hai agar aapko aapne smart phone ka pura data delete  karna chahte hai to aapko ye tircks aapnani chahiye to aaj hum iss post me batayenge ki hum kaise apna permanent data kaise delete kar sakte hai.

Apne phone ka pura data kase delete kare

Note : phone ki battery full honi chahiye

Step1: Sabs phale aap apne phone ki setting me jaaye aur waha par security option pe click kare.

Step2: Security option me jaane ke baad aapko encrypt phone option select kare.


Step3: Encrypt data option me click karte hi aapka sara permanent data delete ho jayega.


 Is trarh aapke phone ka permanent data chutki me delete ho jayega aab aap befikr rahiye.